Age: 124
6298 days old here
Total Posts: 1692
Points: 0
Location:
Wales, Wales
Rehan M Din said:
sun_shine said:
Rehan M Din said:
sun_shine said:
Rehan M Din said:
koi baat nahi... sab larkion nay shadi kar kay aik na aik din to jana hi hota hai...
yaa yeh to hain
its not fair... yes... yaa... keh kar khamosh ho jati hain...
Ab hum kya kahain. Bachelor's Club kay hum sab members hain Big bro k liye girl talaash karni hain Mr.Shahrukh Khan ko Mrs.Khiladi chahiye so Har person ki apni requirements hain.
hamari to requirement koi nahi...
lagta hai Rehan bhai mushtaq hain ~dead heart~39491.6236226852
Age: 124
6298 days old here
Total Posts: 1692
Points: 0
Location:
Wales, Wales
aik laila 100 majnoo b to ho skty hain
but yar srf internet love ko dramabazi to ni kah ja skta. me jo puchna chah ri thi k supose me ap se bht sincere ho apka khyal krti ho hamesha apko khushi deni ki try krti ho or ap mri is sincerity ko is muhabat ko drama bazi keh doo to kis base pe ap keh skti ho k me mukhlis nai hoo ap k sath drama bazi kr ri hoo....ab chahay meri apki dosti ho net pe ya hum neighbours hon
Age: 124
6298 days old here
Total Posts: 1692
Points: 0
Location:
Wales, Wales
~Fragi~ said:
~dead heart~ said:
Aa kisi sham kisi yaad ki dehleez pe aa Umr guzri tujhay dekhay huay, behlaye huay Yaad hai? Hum tujhay dil mantay thay Teray her nukhray ki fermaish per Aik jeewan ki tamannaon ki beenai say hum dekhtay thuktay hi na thay Sochtay thay Aik chota sa naya ghar Mohabbat ki faza Hum donon Aur kisi baat per takyon say larai apni Phir larai main kabhi hanstay huay ro perna Aur kabhi rotay huay hans perna Aur thuk haar key gir pernay ka masoom khush buksh khayal Yaad hai? Hum tujhay sukh jaantay thay Raat hans perti thi bay sakhta dershan say teray Din teri doori say ro perta tha Yaad hai? Hum tujhay jaan kehtay thay Teri khamoshi say hum mer jatay Teri aawaz say jee uthtay thay Tujh ko choo lenay say ik zindagi aa jati thi sheryanon main Thaam lenay say koi sheher sa bus jata tha weeranon main Yaad hai? Hum tujhay milnay kay liye Waqt say pehlay pohonch jatay thay Aur mulaqat kay baad Hum bohot dair say ghar aatay to kehtay hamain kuch na kaho Hum bohot dur say ghar aaye hain Is qadar dur say aaye hain keh shaid hi koi aa paye Yaad hai? Hum tujhay bhagwan samajhtay thay magar kufr say dar jatay thay Teray chin janay ka dar theek say rakhta tha musalmaan hamain Aa kisi sham, kisi yaad ki dehleez pe aa Teray bhoolay huay rastay pe liye phirta tha imaan hamain Aur kehta tha pehchan hamain Yaad hai? Hum tujhay imaan kaha kertay thay
Age: 124
6298 days old here
Total Posts: 1692
Points: 0
Location:
Wales, Wales
Right path said:
ACHA MAGAR MAIN NE BHI BOHAT TALASH KIYA WO AEK SITE TA JIS MAIN MAIN NE KUCH LIKA MAGAR AKHIR MAIN PATA CHALA KE YEH PIC NAHI HAI TO BARA APSSOOSS HUWA